| | | | |

Jai Hind Ki Senaa Lyrics (from ‘Shershaah – 2021’)

In this article, you can read 2021’s latest patriotic language song Jai Hind Ki Senaa lyrics in English by Vikram Montrose. This song is from the movie Shershaah, and it features Sidharth Malhotra in the lead role. The song has crooned by Vikram Montrose. The lyrics of the Jai Hind Ki Senaa song has penned by Manoj Muntashir. The music has composed by Vikram Montrose. The video has directed by Vishnu Varadhan. In the year Aug 12, 2021, the Hindi Music Video Titled Jai Hind Ki Senaa has published on the Sony Music India YouTube channel.

jai hind ki senaa shershaah

JAI HIND KI SENAA LYRICS

svadharme nidhanam shreyah
svadharme nidhanam shreyah

svadharme nidhanam shreyah
jai jai jai
svadharme nidhanam shreyah

sooraj ki tarah jalta ja tu
aandhi ki tarah badhta ja tu
chalta ja tu chalta ja
yeh dharm hai tera ladta ja

sooraj ki tarah jalta ja tu
aandhi ki tarah badhta ja tu
kadam ye tere kabhi ruke na

jai hind ki senaa
jai hind ki senaa

jai hind ki senaa

bankaro pe bomb gira ke
bol zindabad tu
shershah hardam rahega
sarhado ko yaad tu

foonkta ja phoonkta ja
zalimon ki bastiyan
dushmano ko kya pata hai
aag ki aulad tu

bankaro pe bam gira ke
bol zindabad tu
shershah hardam rahega
sarhado ko yaad tu

foonkta ja phoonkta ja
zalimon ki bastiyan
dushmano ko kya pata hai
aag ki aulad tu

ghav badan pe sehta ja tu
bharat bharat kehta ja tu
parbat parbat chadhta ja tu
veer bahadoor ladta ja

shapath hai tujhko is maati ki
ladna jab tak jaan hai baaki
dam rukk jaaye kadam rooke na

jai hind ki sena
jai hind ki sena

jai hind ki senaa

Written By:
Manoj Muntashir

JAI HIND KI SENAA” SONG INFO

Song: Jai Hind Ki Senaa
Movie: Shershaah
SingerVikram Montrose
Lyricist: Manoj Muntashir
Music: Vikram Montrose
Music label: Amazon Prime Video India
Starring: Sidharth Malhotra
Director: Vishnu Varadhan