|

Aazma Le Lyrics Young Stunners: Talha Anjum | Talhah Yunus ft. Bilal Ali

W

atch Aazma Le & read more new and latest urdu rap of 2022 is Aazma Le lyrics in english by Young Stunners. In English, singer Young Stunners’ new song lyrics, Aazma Le that has released on May 23rd, 2022. In this new song, Talha Anjum, Talhah Yunus & Bilal Ali plays the lead role.

young stunners aazma le lyrics
The lyrics of new song Aazma Le has written by Talha Anjum, Talhah Yunus & Bilal Ali, and Jokhay composed the music for the song. The video of the new song has directed by Abdul Wali Baloch. The song is available on different music streaming platforms and is released under the label Young Stunners.

LYRICS OF AAZMA LE SONG

Khud se bhi mila karein
Sirr utha ke chala karein
Khuda ke tareeqe hum nahi samajh sakte
Hum usse kya gila karein?

Duniya sang dil, banti meri dushman
Hum kam az kam khud se hi sulah karein
Kam bola karein, zyada suna karein
Rab deta hai maafi, phir gunaah karein

Yeh taaqat thikane badal sakti
Qalam ki taaqat takhat bhi palat deti
Likhaari jaan leva hoon, par
Likhaai hi roz ab jeene ka sabab deti

Warna zindagi mauqe toh kam deti
Mehfilon mein toh raunak bhi humse thi
Idhar hustle karte karte poora din gaya
Urdu rap mein, urdu rap mere bin kya?

Facts hain yeh, flex nahi
Mujhe ghalib jaisa likhne ka faiz nahi
Woh habeeb hain mere toh mujhse door kyun?
Woh hareef hain mere toh unki khair nahi

Aajkal bhejein mujhe text sab
Whatsapp pe they wanna know what’s up
Meri zindagi kitno ki hasrat
Main misaal, mera naam lete maslan

Dil phenk ke na dil tod
Billboard pe ab dikhe shakal inko
Mera bank balance lagta tha pin code
Ab safar dekh sirf sifar gin tu

Ayy, I belong here, jaane ka mood nahi hai
Headliners hum, teri koi news nahi hai
Kya woh sunte, par karte mehsoos nahi yeh
Waade toote, par tootein asool nahi yeh

Jo bhi hustle thi, gayi woh fazool nahi hai
Lekin duniya toh faani hai, bhool nahi yeh
Hum fana huye iss fanoon ki khaatir
Pagalpan ki had tak junoon bhi hai

Tum sub rakh lo, main shab rakhta hoon
Main jalwa, jalaal aur karb rakhta hoon
Iss hi dil mein rakhta hoon dard apno ka
Dil ka ek khana ab sard rakhta hoon

Zaroorat aur khwahish mein farq rakhta hoon
Hisab se lafzon mein harf rakhta hoon
Dildaar hoon main bada, par dil shikasta hoon
The joke is on you, main tum pe hasta hoon

Sehma tha dil, par tha yaqeen
Ladkhadate qadam, par rasta wahi
Syahi mein doobi zindagi toh seekha udna tabhi

Aazma le, zakhmon ko tu apna le
Mashal tu dil ki jala le, dekhegi duniya sabhi
Aazma le, zakhmon ko tu apna le
Mashal tu dil ki jala le, dekhegi duniya sabhi

Baatein yeh mukhtasar, main karta raha mustaqil
Nahi hote mushtamil, kahani yeh mukhtalif
Yeh khwaab huye muntaqil, kagaz mushta’il
Urdu rap aur main uska dil, munafiq jo munfa’il

Log muntazir the iss qadar, phir kis ka dar?
Hum muntakhab, sab muntashar jab chunte lafz
Ab sunte sab yeh khush khabar, jo bad nazar woh darguzar
Yeh dhun pakad, kyun besabar? Kyun be asar? Tu le sabaq
Ab befikar yeh sher arz, motabar hon beshtar
Ho der jab toh be adab, yeh khel ab lagta na mumkin

Main aur mere khwaab, jeena chahta hoon main khul ke
Qalam yeh aazaad, yahan nizaam saare ulte
Lagi jaise aag, sheher baarishon mein dhulte
Dil mein ho dard jab, yahan kalakaar rulte
Zindagi paheli, boojho jaano kitne uljhe
Andhere mein chiraag jaise hi yeh lehja sulge
Kate mere par, phir bhi jaane kaise udte

Mujhe udne de
Toote jo dil woh aaj judne de
In aankhon ko khushiyon se bharne de
Alfaaz mere dil mein utarne de
Manzil toh khush ho theherne pe
Yeh ghar mera, jad ko na marne dein
Ubhrenge, sooraj yeh dhalne de
Waqt lage khud ko badalne mein

Magar waqt yeh badalta hai
Safar yeh taveel beshak nange pair chalta reh
Chubhe bade qeel, khuda zakhmon ko bharta reh
Khud pe yaqeen hai toh zamaane se ladta reh

Tha hi na kuch khone ko, har gully, har ek kone ko
Main karta hoon mutaasir apni baaton se, chal hone do
Jo so rahe the, sone do, main likhne baitha paune do
Raatein na mili sone ko, in khwabon ko pirone do

Dekha tha jo kal woh toh jee raha hoon aaj main
Likhe asal haadse, saare bane hain khaak se
Jaana hai hum ne khaak mein, yeh ilm mera baant de
Nahi koi bade baap ke, hai faqar apne baap pe

Aaj bhi iss shayari mein saadgi
Jazbaat bhi aur yeh ehsaas bhi
Hai sabar ka phal meetha aaj bhi
Yeh hunar dilon ki awaaaz bhi

Sehma tha dil, par tha yaqeen
Ladkhadate qadam, par rasta wahi
Syahi mein doobi zindagi toh seekha udna tabhi

Aazma le, zakhmon ko tu apna le
Mashal tu dil ki jala le, dekhegi duniya sabhi
Aazma le, zakhmon ko tu apna le
Mashal tu dil ki jala le, dekhegi duniya sabhi

RELATED SONGS LYRICS

Read More Hindi Songs Click Here
Check Out lyricstuneful Click Here

VIDEO OF AAZMA LE SONG

Written By:
Talha Anjum, Talhah Yunus & Bilal Ali

INFORMATION OF “AAZMA LE” SONG

SongAazma Le
SingerYoung Stunners
LyricistTalha Anjum, Talhah Yunus & Bilal Ali
MusicJokhay
Music labelYoung Stunners
Release DateMay 23rd, 2022
Star CastTalha Anjum, Talhah Yunus & Bilal Ali
Video DirectorAbdul Wali Baloch
Director Of PhotographyAbid Rizvi
Video ProducerSalman Noorani

Lyricstuneful FAQS

Who wrote the lyrics of the “Aazma Le” song?
The lyrics of the new song “Aazma Le” has written by Talha Anjum, Talhah Yunus & Bilal Ali.

Who sang the new song “Aazma Le”?
The “Aazma Le” song has sung by the Young Stunners.

Who is the composer of the new song “Aazma Le”?
The music director for the “Aazma Le” has Jokhay.

Who directs the track for the “Aazma Le” video song?
The music for the “Aazma Le” video has directed by Abdul Wali Baloch.