Yeh dil bhara hai dard se
Gham iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kese tujhko bhoola doon
Yeh dil bhara hai dard se
Gam iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kaise tujhko bhoola doon
Yaad kar wo lamhe jab jab
Sath tere hum the na tha
Zor koyi humpe aur shikwe gille bhi
Kam the dekhe aasman hum chhat se
Jisko dekh ke na thakte
Humne maana tumko tha khuda
Aur the kiyeh tere sajde
Baate yeh meri ab kon sunna chahyega
Teri tarah khayal kon rakh payega
Tu bhi soch itna kaun seh payega
Ab yeh chehra kisko dekh ke muskurayega
Raat yeh lambi lagne lagi hai
Neend nahi aati
Is bebasi ki zindagi mein koyi apnaa nahi
Raat yeh lambi lagne lagi hai
Neend nahi aati
Is bebasi ki zindagi mein koyi apnaa nahi
Meri aankhein ho gayi hai nam
Har waqt bewafai payi hai
Tune to tu kyun mere jism pe jakham
Mene chaut mere dil pe khayi hai
Yaadon ka tere kuch alag asar
Aaj bhi mujhpe wo bhari hai
Rehta mere mann mein is qadar
Jaane yeh kaisi khumari hai
Yeh dil bhara hai dard se
Gham iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kaise tujhko bhoola doon
Yeh dil bhara hai dard se
Gham iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kaise tujhko bhoola doon
Ishara do koyi main jaun ab kahan
Na sang tere ab hai ghar mera raha
Pukar rahi mujhe fir tu kabhi kahi
Hakikate na yeh par mera fasafar